Monday 4 April 2011

SmS World










::::This SMS World For U My Friend U Can Copy From Here & Send To Your Friends
We Have (Love sms)- (Friendship sms)-(Kiss sms)-(Flirt sms)- (Naughty sms)-(Funny sms)-(Missing sms)-:(Anniversary sms)-(Urdu Hindi sms)-(Punjabi sms)-(Jokes sms)-(Christmas sms)-(Eid Mubarik sms)-(Birthday sms)-(Islamic sms)-(Malayalam sms)-(Independence sms)-(Dreams sms)-(Sardar Jokes sms)-(Mother Day sms)-(Santa Banta sms)-(Bengali sms)-(Good Luck sms)-(Good Morining sms)-(Goot Night sms)-(Rude sms):::




















*(1)*-- Jab Laga Tha “Teer” Tab Itna Dard Na Huwa,
“GAHLIB”
Zakham Ka Ehsaas Tab Huwa Jab “Kamaan” Dekhi Apnon K Haath Main











*(2)*--
Dakhi jo teri be’rukhui to ansoo nikal pare ,
“Dost”
Dunia to be-wafa thi lakin tuj Ko kia hua.












*(3)*--

Abhi tak moajood hein is dil mein tere qadmoun k nishan”

“”"Tumhary baad is raah se koi guzra hi nahi











*(4)*-- Agar Mohabbat Ki Tijarat Ka Itna Shoq Hai To Ye Baat Bhi Jaan Lo
Wasi.
Yahan Wafa Ka Koi Mol Nahi Hota Or Bewafa Bohat Anmol Hote Hen













*(5)*--Hum he ana parast chalo hum he be-wafa
faraz
tum to wafa shuaar thay tum kiun badal gaey.











*(6)*--
Kash usey chahne ka arman na hota,
Main hosh mein rehtey howay anjan na hota,
Na PYAR hota kisi pther DIL se hum ko
yaa koi pathr DIL
!
insaan na hota.











*(7)*--
Wo mile ga to us ki aankhon se pochien gay

“Faraz”

KIS ko abaad kiya hai mujheyKIS ko abaad kiya hai….











*(8)*--Meri Rooh Mein, DiL Mein, Dharrkan Mein Woh Hai
” SAGAR “

Bus Kismat Mein Nahi To KhudA Se GiLa Kaisa?









*(9)*--Ik umer se aadat hai teray shaam-o-sehir ki,

Ab kon teri yaad k mamool ko badlay…..!!!









*(10)*--Bhool jana to rasm _e_dunia hai.

~ wasi ~

Tum ne bhula k konsa kamal kr diya..??











*(11)*--
Ab Jo Rothy to
Kbhi Manana nhi Ja ker,

Seh lein gy Dukh
Usy Sunana nhi Ja ker

Lout Aaye ga Zror
agr Wo Mera huwa

Aaj sy Teh huwa
Khud Bulana nhi Ja kr

Usy Chaha hy
Usy Chahty rhein gy

Us k Dil mein hy Kya
Aazmana nhi Ja ker

Milay to Brsa dein gy
Hum Pyar Us py,

Nhi to Haal-e-Dil b Btana nhi Ja kar









*(12)*--Mere shikwon par us ne hans kar
kaha , , , ,

Kis ne ki tujh se wafa jo ham
karte . . .












*(13)*--Tum bujha kar to chale ho, meri “yaadon” ke
charagh,

Kya karo ge kahin rastay main agar “raat” ho gayi to?









*(14)*--
In Ankhon Ma Udasiyan To Bohat Hain Mgr

Honto Pe Muskrahat Ko Saja Rkha Ha

Kon Humare Dil Ki Gehraiyon Ko Sumjhe

Hum Ne Khud Ko Khud Hi Me Chupa Rkha Hai !!!











*(15)*--
Meri aankhon me nami ka hi smaan rehta ha,

DiL me ik dard jo muddat sy jawaan rehta ha,

Wo jo kehta tha k bichrein gy to mar jaein gy,

Ab ye maloom nhi ha, wo kahan rehta ha,

Aik us ko meri chahat ki zroorat na rhi,

Warna mera to talbgar jahan rehta ha,

Wo samjhta ha k main bhool gaya hon us ko,

Khud sy bhi ziyada mujhy jis ka dehaan rehta ha,

Youn udasi mery sir pr ha musalsal,

Jesy dil py koi zakhmon ka nishan rehta ha










*(16)*--
Mujh ko shikast-e-dil ka maza yaad aa gaya,

Tum kion udaas ho gaye, kia yaad aa gaya?

Kehne ko zindagi thi, bohat mukhtasar magar,

Kuch yun basar hue k, khuda yaad aa gaya.

Barse bina hi jo, ghata aagey nikal gai,

Ik be’wafa ka Ehd-e-wafa yaad aa gaya.

Yun chonk uthe wo, sun kar mera shikwa,

Jesay unhain bhi koi gila yaad aa gaya.

Hairat he tum ko dekh k, masjid mein Ae “MOHSIN”,

Kia baat ho gai jo, KHUDA yaad aa gaya.











*(17)*--Wo saath saath rehtay thay or kehte thay,

Hum mein kahin judai na par jaye,

Ab wo pass se aise guzrte hain,
.
K kahin un par hamari parchayi na par jaye.
















*(19)*--Jane Kyon her koi Mujhay Tanha Chhor Jata hai
D0st…
Main Mazboot To
Bohat Hoon Magar
Pathar To Nahi











*(20)*--cJane Kyon her koi Mujhay Tanha Chhor Jata hai
D0st…
Main Mazboot To
Bohat Hoon Magar
Pathar To Nahi










*(21)*--WO Kehta Rehta” hai Bari “Majboorian hain” “waqt ” ki, !!!

‘wasi’

“Saaf Lafzon” mein wo khud
ko “Bewafa” nai kehta…











*(22)*--
**JaNay Q**
Khud ko muj sy juda kia us ny
Jo na krna tha wo kia us ny

Yaad krnay sy b na yaad aaon

Aesay muj ko bhuLa dia us ny

Tum to Bs wQt ki zrurt ho

Mujh ko aakhir bta diya us ne

Apnay hatho se khud hi likh k muje

Jane kyon phir mita diya us ne,










*(23)*--
Ab to zamane k rasmo rivaaj b bdal gaye
Hm jinhen chaty the un k mizaaj badal gye
Jate jate wo hm se kehny lgy..
“wasi”.
Badal jao tm b dekho hm b bdal gye..











*(24)*--
“,,,Bahaana Kyon Tarasha Rooth Jaane Ka,,
~~~Faraz~~~
.
.
Bas Itna Keh Dete Ke Dil Main Jaga Nahi…










*(25)*--
Hum ne manga hi nahi sila apni wafaon ka
Qaisar
K shayed inkar ki b fursat na ho un k pass…














*(26)*--ndag¡ k¡ khubsurat rahon ma¡n
.
Jab tum k¡s¡ ko chaho to
.
Use kabh¡ Aazmana Mat
.
Kyun k
.
Agar woh Be-wafa bh¡ n¡kla to
.
D¡l Tumhara h¡ Tute ga..












*(27)*--
.”Usy Apni Zid Ki Fikr Thi”.

.”Mujhy Apni Anaa Ka Khayal Tha”.

..”Na Mil Sky Hum Phir Kabi”..

..”Wo Hamri “MOHABATON” Ka Zawaal Tha”..

..”Mere Liye Uska Saath Hi Sab Kuch Tha”..

..”Uss K Liye Yeh Sab Mazak Tha”

..”Usy Manzilo Ki Fikr Thi”

“Or Yahan Meri Zindagi Ka Sawaal Tha.











*(28)*--
^Wohi Hath Kisi Aur K Hathon Mein Hai To Ajeeb Lagta Hai; ^Mohsin^

^Jin Haathon Ki Chorrian Kabi Tooti Thi Mery Haathon Mein^;














*(30)*--Bazm-e-Jaha’n Mein Meri Ghareebi na Poochiye,

Ik Dard-e-Dil hai wo Bhi kisi ka dia howa.M@£¿K










*(31)*--
Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di Thi
Khuwabon Ki Duniya Apni Us Se Hi Saja Di Thi

Chaha Tha Us Ko Hum Ne Khud Se Bhi Bohat Barh Kar
Us Chahat Mein Hum Ne Ye Hasti Hi Mita Di Thi

Maloom Nahi Tha Hum Ko Woh Bewafa Bhi Hoga
Us Per Bharosa Karke Khud Ko Hi Saza Di Thi

Socha Tha Sath Mil Ke Kaatenge Zindagi Ko
Us Ne To Ek Pal Main Har Baat Bhula Di Thi

Kaisa Sitam Hai Dekho Woh Kab Se Judda Hai Mujh Se
Apni Zindagi Jis Ka Saya Sa Bana Di Thi

Kiya Tha Us Per Bharosa Kyun Hadh Se Barh Kar
Us Ki Jafa Ne Dil Mein Ek Halchal Si Macha Di Thi





*(32)*--
Maine Sapno Ko Dur Hote Dekha Hai,
Jo Mila Nahi Usey Khote Dekha Hai,
Log Kahte Hai Phool Sada Muskurate Hai,
Maine Akele Me Phoolo Ko V Rote Dekha Hai.











*(33)*--Jo Sab Dete He Wo Hum Nahi Denge
Pyar Jab Bhi Denge Kam Nahi Denge
Yakin Na Ho To Aazma Lena Mere Dost,
Zindgi Me Kbhi Tumhe Gum Nahi Denge.Meri kabar pe ayi wo apne asiq ke sath,
Meri kabar pe ayi wo apne asiq ke sath,
Kaun kehta he ke dafnaye hue ko jalaya nahi jata










*(34)*--Bewafa sanam se to cigarette hi achhi hai,
Bewafa sanam se to cigarette hi achhi hai…
Dil yeh bhi jalati hai, par hotho se to lagti hai..












*(35)*--Yaad aye kabhi to aankhein band na karna,
Hum chalain bhi jayein to ghum na karna,
yeh zaruri nahi k hamhare rishtey ka koi naam ho,
par mohabbat ka ehsaas dil se kam na karna..











*(36)*--Dard Deke Khushiya Manate Hai Woh,
Ankhon Mein Ansu Deke Muskurate Hai Woh,
Hume To Chod Diya Kato Ke Daman Mein,
Khud Gulhistan Me Rahte Hai Woh












*(37)*--Ye Dubte Taron Ki
Khamosh Gazalkhwani
Ye Waqt Ki Palkon Par
Soti Hui Wirani

Jazbat-E-Muhabbat Ki
Ye Akhri Angrai
Bajti Hui Har Janib
Ye Maut Ki Shahnai
Sab Tum Ko Bulate Hain
Pal Bhar Ko Tum A Jao

Band Hoti Meri Ankhon Main
Muhabbat Ka
Ik Khwab Saja Jao












*(38)*--gam-e-ulfat main hum had se gujar gaye,
ki unke isqe main hum deewane ban gaye,
humne to sunai thi apni daastain-e-dil unko,
vo zalim samjhe gazal aur wah wah kar gaye











*(39)*--mein bawafa tha is liye dhoka kha gaya…

shayad use talaash kisi bewafa ki thi…